Kya surgery mein dard hota hai? Kitne din hospital mein rehna padega?
Surgery local anesthesia mein ki jaati hai — surgery ke waqt koi dard nahi hota. Baad mein thodi jalan 2-3 din mein theek ho jaati hai. Zyaadatar log 1-2 din mein ghar ja sakte hain. Bhaari kaam 1 hafte tak avoid karein.