Kya safed daag ka operation ho sakta hai? Kaun si surgery ki jaati hai?
Haan! Kai surgical ilaaj available hain: Punch Grafting, Blister Grafting, aur Melanocyte Transplant (MKTP). Yeh surgery un logo ke liye sabse zyada kaamyaab hoti hai jinka vitiligo 1-2 saal se stable ho. Doctor jaanch ke baad bata sakte hain kaunsi surgery aap ke liye sahi hai.