Jalne ke baad haath ya ungli seedhi nahi ho rahi, kya karna chahiye?
Agar jalne ke baad haath, ungli, elbow ya gardan tight ho gayi hai, toh doctor ko dikhana chahiye. Aise cases mein scar release surgery, skin grafting ya flap surgery ki zaroorat pad sakti hai.